Arz hai unki galiyon k chakkar kaatte kaatte
Kutte hamare yaar ho gaye,
Wo to hamare na ho sake
Par hum kutton ke sardar ho gaye..
............ ......... .............
Phulon se khoobsurat koi nahi.
Sagar se gehra koi nahi.
Aab aapki kya tarif karu...
Dost me aap jaisa...Nalayak koi nahi!
............ ......... .............
Mandir mein job karta hoon,
Masjid mein adab karta hoon,
Insan se kahin khuda na ban jaun
Isliye roz tujhko SMS karke pap karta hoon.
............ ......... .............
Mere taraf se aapko ek pappi,
Apki friend ko ek pappi,
Apki friend ki friend ko bhi ek pappi
Kyonki aaj hi mere Dogi ne dus pappi ko janam dia hai.
............ ......... .............
Na 'Sachhai' badi hai,
Na 'Khuddari' badi hai,
Na 'Bhalai' badi hai,
Na 'Imandari' badi hai.
Bada woh hai jiske ghar ke bahar Mercedes Benz khadi hai.
............ ......... ..................... ......... ..
Munna Bhai : are circuit apun ko ek nurse se pyar ho gela hai letter me kya likhu ?
Circuit : simple bhai likhne ka ---------
DeAr sIsTeR I LOVE U!
Tumhara munna bhai
............ ......... ..................... ......... ..
Mai Tumare Gum Me.
Pita
Gaya
Pita Gaya
Pita
Gaya
Pita Gaya
Pita
Gaya
Pita Gaya
Pita
Gaya
Kya
Kare
BaDa
ThumsUp
Khatam
Hi NaHi HoTa.
............ ......... ..................... ......... ..
Shadi karni thi Par kismat khuli nahi
Taj banana tha Par mumtaj mili nahi
Ek din kismat khuli Aur sadi ho gaye
Ab Taj banana hai Par ab ye mumtaj marti nahi
............ ......... ..................... ......... ..
Tuesday, May 12, 2009
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment